Tribute to Bharath and Sandhya – Kollywood movie Kadhal -

Musical tributes of the cute couple : Bharath (Murugan) and Sandhya (Aishwaria) in Kadhal – 2004 Song from the movie Woh Kaun Thi (1964), by Lata Mangeshkar – Lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho na ho, Shaayad phir is janam mein mulaaqaat ho na ho (X2) Lag jaa gale… Humko mili hai aaj ye ghadiyaan naseeb se Jee bhar ke dekh lijiye humko qareeb se Phir aapke naseeb mein ye baat ho na ho Shaayad phir iss janam mein mulaaqaat ho na ho Lag ja gale… Paas aaiye ke hum nahin aayenge baar baar Baahen gale mein daal ke hum rolen zaar zaar Aankhon se phir ye pyaar ke barsaat ho na ho Shaayad phir iss janam mein mulaaqaat ho na ho Lag ja gale ke phir ye haseen raat ho na ho Shaayad phir iss janam mein mulaaqaat ho na ho Lag ja gale…

Similar Songs

Comments are closed.