Song : Chhupa chhup Bhaag Billi Aayi Re.. A nice enjoyble song good time pass for children. Its picturised on Ashok Kumar and Meena Kumari. Movie : Savera (1958) Singers : Manna Dey and Lata Mangeshkar Lyricist : Shailendra Cast : Ashok Kumar, Meena Kumari, Bipin Gupta, Leela Mishra, Kammo Music Directors : Shailesh Mukherjee Director: Satyen Bose Producer: Basu Chitra Mandir LYRICS :- chhuppa chhuppi o chhuppi aagad baaga jaayi re choohe maama o maama bhaag billi aayi re chhuppa chhuppi o chhuppi aagad baaga jaayi re choohe maama o maama bhaag billi aayi re billi boli meaow kaahe ghabraao main to chali kashi gale mil jaao billi boli meaow kaahe ghabraao main to chali kashi gale mil jaao chhuppa chhuppi o chhuppi aagad baaga jaayi re choohe maama o maama bhaag billi aayi re la la meaow mat humko bana ari mausi tere dil mein zaroor hai kaala mat hum ko bana ari mausi tere dil mein zaroor hai kaala kisi aur ko dikhla jaa ke ye jog ye kanthi maala kisi aur ko dikhla jaa ke ye jog ye kanthi maala raam ka naam lo aankh se kaam lo raam ka naam lo aankh se kaam lo kal jo hua tha bhool jaao bhool jaao chhuppa chhuppi o chhuppi aagad baaga jaayi re choohe maama o maama bhaag billi aayi re la la.. main to raam ki jogan apna parlok sudhaaran jaaun aakhir to budhaapa thehra ab laut ke aaun na aaun main to raam ki jogan apna parlok sudhaaran jaaun aakhir to budhaapa thehra ab laut ke aaun na aaun daant bhi tez tere panje bhi tez hain daant bhi tez tere panje bhi tez hain man mein wahi <b>…</b>